Skip to main content

Facebook ID kaise banaye and What is facebook? full detail in hindi 2019

Namaskar dosto!!!
Mai Mantoo learnhum ke taraf se es artical me batane wale hai Facebook ID kaise banaye aur sath me yah bhi bataunga ki what is Facebook? matlab ki Facebook kya hai ese kisne banaya puri detail milne wale hai es learnhum ki artical me.
how to creat fb id
fb ID

Agar apko Facebook account matlab ki Facebook ID kaise banaye ye bat ko lekar chintit hai aur apne dosto se help mangate chal rahe hai ki dost mera Facebook ID banna do to aise me dost log bhaw khane lagte hai to ghabarane ki jarurat nahi. Facebook ID kaise banaye ko lekar full information denge es artical me image ke sath apko bas achhe se padhna hai aur samajhna hai.
Esse pahale hum kuchh jan lete hai Facebook ke bare me.

What is Facebook??फेसबुक क्या है??

Sabase pahale batta du ki what is facebook? matlab ki Facebook kya hai? Facebook ek bahut bada social media network hai. that means sabase asan bat me kahu to logo ke bich me connection banaye rakhane wala. matlab ki jo log pahale khat likhate the unhe mahino entejar karane padate the jawab ke liye, lekin social media ne enhe asan kar diya. log esme connection matlab ki social media se jud jate hai aur sawal, jawab seccondo me pa lete hai aur apne dosto ko dudhana bhi asan kar diya facebook. Etna hi nahi ab to Facebook etna develop kar gaya ki video-calling, live chatting, gaming, business promoting etc bhi kar sakate hai. 

About Facebook:-

👉 Type of business  ---  Public
Type of business matlab ki Facebook ke business prakar kya hai to public.Facebook jo bhi kam karti hai public ke liye karti hai.

👉 Type of site  ---  social networking
Matlab ki ye kis prakar ki site hai to social networking site hai eske bare me what is Facebook? ke heading wale section me detail me bataye hai wo padh le.

👉Founded  ---  4 feb 2014
Facebook 4 febuary 2014 ko launch kiya gaya. yah ek american company jo Menlo Park, California me sthit hai, jise Harvard College ke five students ne ese launch kiya.

👉Founders  ---  Mark Zuckerbarg, Eduardo Saverin, Andrew McCollum, Dustin Moskovitz, Chris Hughes
Yahi panch chhatro ne milkar es site ko launch kiya the jo Harvard College ke students the.

👉Key people   ---   Chairman and CEO-Mark Zuckerbarg, COO-Sheryl Sandberg, CFO-David Wehner, CTO-Mike, CPO-Chris Cox

👉Employees   ---  30275
June 2018 ke hisab se Facebook par kam kar rahe employees ki sankhya.

👉Active user  ---  2.2 billion monthly

👉Written in   ---   C++ , PHP

Note:- Ab mai bataunga Facebook par ID kaise banaye ye step ko achhe se padhe aur koi bhi dikkat ho aap hume comment kare puchh sakate hai


How to create Facebook ID?

  • Go to browser and search www.facebook.com.
  • Click on create new account.
  • Enter your name, mobile phone number, password, date of birth and gender.
  • Click Create an Account.
  • To finish creating your account, you need to confirm your mobile phone number.
                

Facebook ID kaise banaye?




1. Sabse pahale apne device matlab Phone ya Pc ke browser me jana hai aur search karna hai www.facebook.com.
search karne ke bad facebook ka link milega us par click kar facebook ke site par jana hai.

2. Facebook ke site me jane ke bad create new account ya sign up ka option dikhega us par click karne ke bad sign up ke page par pahucha dega jisme apko apna detail fill up karna hota jaise mai image me dikha rahe hai.

1st wale option ke box me likha hua hai first name matlab ki esme aap apne name ka pahala word (ex: Ram Kumar) to pahala word Ram put karna hai.

2nd wale option ke box me likha hua hai surname matlab ki last name ya surname put karna hai jaise example diya hua hai Ram Kumar to es box me likhenge Kumar.

3rd wale box me aap apna e-mail ya mobile number dalna hai jis par ek 6 ank ka styapan code jayega. esme wahi e-mail ya mobile number dale jo aap ke pass ho taki code styapan me koe dikat na ho.

4th wale option ke box me ek strong password matlab ki jo apko yad rahe aur koi use hack na kar sake aisa password put karna hai.

5th wale option me D.O.B matlab ki janm din jo apke ID prof (ex: adhar card, voter card etc) par likha hota hai jo put karna hai. aur 6th wale option me gender matlab ki aap ladka hai to male aur ladki hai to female choose karna hota hai.

7th wale option matlab sign up me click karna jab aap achhe se sare option ko fill up kar liye ho.

3. Sign up par click karne ke bad ek 6 ank ka styapan code jayega apke mobile par matlab ki apne jo 3rd wale option me mobile number diya tha us par code jayega use jo apko box me put kar styapan karna hoga uske bad ban gaya apka fb account.  

Le De Ke...

mai umid karta hu ki es artical se aap sab ko bahut kuchh janane aur sikhane ko mila hoga
jaise Facebook ID kaise banaye, Facebook kya hai, Facebook ko kisne kab aur kaise banaya aur Facebook kon se coding se banaya gaya ye puri detail aap sab ko achha laga hoga to aap hume comment kar jarur bataye ki kaisa hai ye artical.

Also read this📰📰


Comments

Jaimi said…
🚀🚀