Skip to main content

JioWifi (modem) ka password change kaise kare || in learnHum

G Ha...
            Namskar Dosto!!!!
            Aaj learnhum ki es artical me likhenge kuchh khas jo sirf aplogo ke liye hai bilkul free.Dosto jaise ki aap tital padh kar samajh hi gaye honge ki es artical me kya likhane wale hai (jiowifi ka password change kaise kare) to es artical ko samajhane keliye step-by step achhe se padhe aur samajhe.

Jiowifi ka password change kyo kare:-

G Ha.. dosto es sawal me dum hai ki jiowifi ka password hum kyo change kare matalab ki password change karne ka reason kya hai hum kis bajah se apna jiowifi ka password change karna chahate hai to aisi bahut se season ya bajah ho sakata hai.

  • Old password
  • Not strong password
  • Hard password
  • Publish password
  • etc

Jiowifi ka password change kaise aur reason kya hai:-

  • Old password;

                       Matalab ki apka password bahut din se change nahi kiya aur bahut purana password hai to aise me man karega ki mai apna password ek nya aur strong password banna leta hu aise me apko  jiowifi ka password change karne me help karega ke learnhum ki artical niche acche se padhe.

  • Not strong password;


                       Eska matalab yah hua ki apka jiowifi ka password bahut hi simple yani babut hi saral hai (ex: 12345,ABCD etc) aur apko lagata hai ki ese koi bhi asani se upyog me sakata hai.aise me bhi ap apna jiowifi ka password change kar sakate hai aur password  change karne ke liye help le sakate learnhum se.

  • Hard password;

                       Hard password ke bajah se bhi log apna password change kar sakate matalab ki apka jiowifi ke company ke taraf se mile password bahut hi hard aur uljha hua hota hai. aise word apko apne man ya dhyan me rakhan bahut kathin ho jata.

  • Publish password;

                       Publish password ka matalab ki apka password bahut se logo ke pass chala gaya ho. logo ke pass jane ka bahut se raste hai jaise aap ne apne dosto ko diya apke dost kisi aur ko de diye aise me password bahut se logo ke pass bat jate hai aise me apka bahut paresani hoti aap jab bhi jiowifi kholte hai sabhi log apke modem se jud jate hai aur apka data jaldi se khatam ho jata aur network bhi solo milta hia es sthiti me aap change kar sakate.

Aisi aur bahut se reason ya karan ho sakate jiowifi ka password change karne .Ab mai bataunga ki aap kaise password change kar sakate hai.To dosto aap ese step-by step ache se padhe aur comment kar jarur bataye ki aapko kaise laga ye learnhum ki articals.

How to change jiowifi password in Hindi

Ab bat karte hai ki jiowifi ka password change kaise kare dum sabase asan aur saral trick sabase pahale apko es www.jiowifi.local.html website par jana ya phir esi link par click kar aap direct ja sakate hai es website par.
apko step-by- step bataya jayega eske niche apko image ke sath bataya jayega aap ese achhe se samajhe aur step follow kare.

Jiowifi ka password change kaise kare main step:-

  1. Link par click karne ke bad niche diye gaye image ki tarah upar diye gaye link par click karne ke bad khulega esme apko jiowifi ke LAN,WAN etc ki information dikhane ko milega lekin password change karne ke liye apko simply right side me login ka option dikhega. Jaise ki image me red color se box jaisa underline kiya dikh raha ho apko aisi hi dikh rahe login par click kar login ho jana hai.


learnhum


                                    
Note:- login hone ke liye apko username aur password ki jarurat padegi jo apko jiowifi (modem) ke piche wale side ko kholne ke bad battery ko acche se nikale battery nikalne ke bad apko pichhe wale side me username aur password likha hua milega use achhe se kahi likh le uske bad apko login hone keliye username aur password dal ke login ho jana hai.

  • Go to jio local host
  • Login
  • Go to setting option
  • Choose user manegment
  • Follow number step

how to change
change password in jiowifi







1st step matalab setting wale option par click karne ke bad jiowifi ka setting milega jisme 2nd step follow karna hai matalab ki user manegment par click karna hai jisme account manegment 3rd step milega password esme apko jo use kar rahe hai wo password dalna hai uske nich new password matalab ki 4th step jisme naya password type karna hai 5th step phir se naya password type kar conform karna hai 6th step me sara step follow karate hue simplly update par click kar lena hai.

Also read this

FB ka password kaise change kare?


Dosto ye artical kaisa laga padhne me hume comment kar jarur bataye!!!!!



Comments