Skip to main content

Fb ka password kaise change or receive again password

Agar apka Facebook password change karna hai to es lekh ko aap achhe se padhe aur samajhe. mai bilkul step-by-step bataunga apko bus step ko achhe se follow karna hai aur aap samajh jayenge.

Es artical me dum detail me bataunga ki facebook ka password kaise change kare aur kon-kon se reason ho sakate ki apko FB ka password change karne par majbur kar sakata hai to aap sari bato ko acche se padhe.

FB password change karne ka reason :

Jaise ki aap heading padh vaise hi mai apko bataunga ki FB ka password change karne ka kon-kon se reason ho sakate hai.Reason jo hai na dost bahut hi sala khaddus hai jidhar ye jayega udhar presani-hi-presani hota hai esliye aap es reason ko acche se padhe taki apko phir se FB ka password change karne ka presani na jhelna pade.

  • Simple password
  • forget password
  • forget logout
  • hacking

FB password change karne ka reason understanding :


  • Simple password:- eska matalab yah hua ki apka FB ka password jo hai bahut hi asan aur saral hai (ex:-12345,abcde,any name etc.) matalab ki apko lagata hai ki apka password jo hai koe bhi use kar sakata hai aise me aap apne FB ka password change kar le yadi change nahi aata karne to aise me help karega learnhum ki articals.



  • Forget password:- Yah bhi ek gajab ka reason hai matalab ki aap samajh hi gaye hoge ki mai bat kar raha hu bhulne ki. Kabhi-kabhi aap apne FB ka password bhul bhi jate hoge eske piche reason hai ki dher din se FB use nahi kiya ya aur bahut se reson ho sakate hai aise me nischit hai ki bhul hi jayenge. Aise me aap kya karenge wo bhi bataunga es artical me ki FB ka password bhul gaye to kya kare.


  • Forget logout:- FB logout karna bhul gaye ho to aise me bhi bahut presani jhelni padti hai matalab ki apne kabhi-kabhi apne kisi ke phone ya laptop me login hokar FB chalate hai aur logout karna bhul jate hai to aise me dar ban jata hai ki kahi apke FB se objectionable content na share kar de matalab ki koe sexull image,videos etc jo FB ki policy ke hisab se ye galat hai aur aise apka FB block ho sakata hai.aise me bhi apke man me sabal uthega ki fb ka password change kaise kare.


  • Hacking:-   FB me hacking ka matalab hota hai FB ka password ko churana aur ye chori apke galti se hoti hai. Kabhi-kabhi apke aye email ya fishing website par click kar login ho jate hai aur apka username,pasword us link ke sarver par chala jata hai. us site ke owner galat phayada utha sakata hai. esliye fb ka password 1,2 mahine me change karte rahana chahiye.

Facebook password change kaise kare step

  • Go to browser and search www.facebook.com
  • login your facebook
  • Go to facebook setting and choose security&login
  • Click on change password
  • Type the current password and then new again retype new password click save change
1. Sabse pahale browser me jana hai aur type karna hai facebook.com. uske bad apko apne username aur password se login ho jana hai.

2. Login hone ke bad facebook ke setting option ne jana hai
how to change fb password
facebook setting
jaise ki apko image me dikhaya gaya hai waise hi apko follow karna no-by-no
1st number wale jagah par click karne ke bad ek pop-up page khulega usme setting milega. 2nd number matab setting par click karenge tub bahut se option milenge useme apko choose karna 3rd number yani security and sing option.


new password
password change
3. security and login me gane ke bad apko change password par click karna.
5th wale option me apko apna pahale wala password matalab ki jo aap use kar rahe wo type karna hai.6th option wala box me apko new password type karna hai aur uske bad 7th wala box me retype kar save change par click kar le,

How to recover fb password in videos



 Subscribe my chainnel and like



Mai umid karta hu ki ap sab ko ye artical accha laga hoga to dosto comment kar hume jarur batana ki ye artical kaisa hai.

Comments